Har Din MahaShivPuran artwork

Hinduism · Chanda | Ardaas.Life - A Modern Seeker’s MahaShivPuran

Har Din MahaShivPuran

by Chanda | Ardaas.Life - A Modern Seeker’s MahaShivPuran

Har Din MahaShivPuran is a Hindi devotional podcast rooted in Shivji's leela and the timeless wisdom of the Maha Shiv Puran. Spoken from the heart, it is a conversational, non-academic journey into one of Hinduism's most profound and ancient texts. Each episode offers seekers a few quiet minutes of katha, leela, insight, and samarpan — drawing from the sacred chapters of the Shiv Puran, with reflections anchored in Guruji's Anant Kripa. Shukrana Guruji. Season 1 traces Mahatmaya, Vidyeshwar Samhita, Srishti Khand and Sati Khand in full — from the Vidyeshwar Samhita and the glory of the Shivlinga, through the story of Sati and Daksha's yagya, the appearance of Virabhadra, and the deeper teachings of Shiv Tattva. A Hindi Shiv Puran podcast for seekers of Mahadev, Hindu spirituality, Sanatan Dharma, and katha-based learning. Season 2 begins later in 2026 हर दिन महाशिवपुराण एक हिंदी आध्यात्मिक पॉडकास्ट है — शिव पुराण की कथाओं और शिवजी की लीलाओं पर आधारित। हर सोमवार एक नई कथा, एक नया समर्पण। ✨ Best experienced as a companion to our book, A Modern Seeker's MahaShivPuran, available at www.mahashivpuran.com Free chapters and a detailed glossary are also available online to help understand both the literal and symbolic meanings of Puranic terms. Har Din Maha ShivPuran Guruji aur Shivji ko samarpit hone ki sundar yatra hai.  An offering of presence, for modern seekers walking an ancient path.  🌸 Created by Ardaas Publishing | www.ardaas.life  🎙️Narrated by Chanda, Translator of A Modern Seeker's MahaShivPuran and Founder of Ardaas Life.

Chart trend

Position in the Hinduism chart (US), last 90 days.

#18
all-time peak
9
days in the top 50 since Sep 2025

Latest episodes

Showing 20 · updated from the feed

Trailer — Har Din MahaShivPuran

🕉  Sangatji, hazaaron saal pehle likha hua yeh prachin granth hum sab ki kahaani hai — hamare aaj ke jeevan ke baare mein. Guruji ki kripa se shuru hua yeh podcast Pura

Apr 27
1 min

Ep 36 | Sati Khand ka Saar | End of Season 1 | Rudra Samhita, Sati Khand

Sati Khand ka safar aaj yahan viraam leta hai — par yeh ant nahi, ek naya prarambh hai. Is episode mein hum samjhenge ki Shiv Tattva kya hai, Dukh Sansparsh Shunya ka sa

Feb 26
42 min

Ep 35 | Sati Khand ka Antim Adhyay — Daksh ka Uddhaar aur Shiv Kripa | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 94-95)

Ek ant jo vastav mein ek naye jeevan aur Ma Parvati ke aagaman ka prarambh hai. Sangatji, aaj Sati Khand ki katha ek bhavuk poornata par pahunchti hai. Dekhiye kaise Mah

Feb 9
18 min

Ep 34 | Devtaon ki Kailash Yatra: Karm Bandhan se Shiv Kripa tak | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 92-93)

Daksha ke yagya ki raakh se lekar Kailash ki sheetalta tak ka safar. Aaj ki katha mein hum dekhenge ki kaise Devta apne Karm Bandhan — us kartavya aur ahankar ke jaal se

Feb 2
19 min

Ep 33 | Dadichi: Karma, Kripa aur Shiva Tattva ka Sangam | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 90-91)

Kaun bada hai — shasak ka bal ya brahmin ka tap? Sangatji, aaj ki katha mein hum dekhenge Raja Kshuva aur Maharishi Dadhichi ke beech ka wo pracheen vivaad jisne Shakti

Jan 26
30 min

Ep 32 | Virabhadra ka Prahaar aur Ahankaar ka Sarvnaash | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 83-89)

Jab Mata Sati ne yog-agni mein apni deh ka tyag kiya, tab prakriti khud nyay lene utthi. Aakashvani goonji, Virabhadra prakat hue, aur Daksh ke ahankar-yukt yagya ka sarv

Jan 19
30 min

Ep 31 | Sati ka Deh Tyag - Jahan Ahankaar, Wahan Shiv-Shakti Nahi | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 80-82)

Daksh ke yagya mein sab kuch tha — vidhi-vidhan, dev, rishi, samriddhi. Par kendra mein Shiv nahi the, ahankar tha. Jab Sati ne yeh satya dekha, toh ek aisa nirnay liya

Jan 12
31 min

Ep 30 | Daksh ka Ahankaar aur Vinaashkari Yagya ka Aayojan | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 78 & 79)

Jab anushthan sahi ho, par hriday sunna band kar de — yagya bhi ayagya ban jaata hai. Aaj hum milte hain Daksh ke ahankar se — jo yagya aur maryada ke naam par Shiv ko h

Jan 5
39 min

Ep 29 | Sanshay, Maya aur Maryada ka Ullanghan | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 76 & 77)

Jab sanshay hriday mein pravesh karta hai, tab prem aur maryada dono kaanpne lagte hain. Dandakaranya van mein Shiv, Ram ko pranaam karte hain — par Sati sanshay mein pa

Dec 29 2025
31 min

Ep 28 | Shiv–Sati Ki Prem Leelaen : Poornata, Shanti Aur Bhakti Ka Marg | Rudra Samhita, Sati Khand (73 - 75)

Prem abhav se nahi, poornata se apne satya ki taraf badhta hai. Is episode mein hum Shiv-Sati ke prem ko uski mool drishti se samjh rahe hain. Brahmaji ke ek vakya se sh

Dec 22 2025
23 min

Ep 27 | Shiv-Sati ka Vivah & Brahma ka Moh | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 70-72)

Shiv aur Sati ka divya vivah… aur beech mein Brahma ka ek aisa moh jo srishti ke rachayita ko bhi chhoo jaata hai. Sangatji, aaj ke episode mein hum sunenge Shiv aur Sat

Dec 15 2025
27 min

Ep 26 | Devi Sati ki Tapasya aur Shivji ka Vardaan | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 67-69)

Jab Sati ki tapasya poornata par pahunchi, to poora brahmand sugandhit ho gaya — aur Brahma-Vishnu bina nimantran ke swayam aa gaye. Yahi hai sachche parivartan ki Shakti

Dec 8 2025
33 min

Ep 25 | Daksh ki Tapasya aur Devi Sati ka Janm | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 64-66)

Tapasya ki shuddhata se shuru hui yatra, dheere-dheere ahankar ki janjirein kaise rachti hai? Daksh ki gehan tapasya… Devi ka vardaan… aur phir Ma Sati ka divya avirbhav

Dec 1 2025
34 min

Ep 24 | Karm se Kripa ki Yatra — Brahma-Vishnu Samvad aur Ma Jagdamba ka Sankalp | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 62-63)

Jab har prayas vyarth ho jaaye, tab kya bacha rehta hai? Samarpan. Sangatji, jab Kamdev ka har baan Mahayogi Shiv ke dhyan ko hila na saka, tab Brahmaji ki yojnayen aur

Nov 24 2025
35 min

Ep 23 | Shiv ki Samadhi aur Kamdev ki Haar | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 60-61)

Jab hawa mein koyal ka geet ghulta hai aur ghatiyon par vasant ka rang bikharta hai, tab bhi Kailash par baitha yogi achal kaise rehta hai? Brahmaji ek saral prashn se g

Nov 17 2025
17 min

Ep 22 | Sandhya ki Katha — The Divine Pause aur Maryada | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 57-59)

Saundarya janm leta hai, aur turant icchha jaag jaati hai — lekin usi kshan Shiv ki maryada bhi utpann hoti hai. Sandhya ki Katha, Sati Khand ki ek mahatvapurn aur rahas

Nov 10 2025
36 min

Ep 21 | Icchha se Prem tak — Kamdev ki Katha | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapters 54-56)

Icchha kya hai — paap, ya srishti ka nimantran? Brahmaji Kamdev ki katha sunate hain — kaise icchha Mahapralay ke shoonya se janm leti hai, aur kaise Shiv ki leela usse

Nov 3 2025
26 min

Ep 20 | Sati Khand ka Aarambh — Sati Janm se Daksha Yagya tak | Rudra Samhita, Sati Khand (Chapter 51)

Sati ka divya janm, Shiv se milan, Daksha ka ahankar, yog-agni, aur Parvati ke roop mein Shakti ka punar-aagaman — ek mahakavya ki tarah khulta hai Sati Khand. Sangatji,

Oct 27 2025
33 min

Ep 19 | Andhakaar se Prakaash Tak — Srishti Khand ka Saar

Mahapralay ke shoonya se shuru hoti hai nayi srishti. Shiv aur Shakti ke manthan mein, hum apni hi yatra dekhte hain — bhay se vishwas tak, samay se samarpan tak, maya a

Oct 13 2025
24 min

Ep 18 | Srishti-Rachna, Gunanidhi aur Kuber ki Katha Yatra | Rudra Samhita, Srishti Khand (Chapters 47-52)

“Shiv kaise hain? Unka aacharan kya hai? Unki kripa humare jeevan ko kaise badal deti hai?” Sangatji, is vishesh episode mein Naradji ek gehra prashn poochte hain. Brahm

Oct 6 2025
41 min

Chart positions

Where Har Din MahaShivPuran ranks today in each Apple Podcasts chart (US, Sep 9, 2026).

#37 ▼ 19 Hinduism US

More podcasts like Har Din MahaShivPuran

Popular shows in Hinduism, for your next listen.

Browse charts by category

Daily updated Apple Podcasts rankings for the United States.

About Har Din MahaShivPuran on Reason.fm

Here you find the Apple Podcasts chart positions of Har Din MahaShivPuran, its latest episodes to listen to directly, and reviews from listeners. Rankings are updated daily for the United States.

Contact

Questions or issues? Reach us at hello@reason.fm

0:000:00